This might be an interesting topic to help or get help in decyphering film song lyrics.
Om Shanti Om songs have grown on me, specially the Darde Disco one. But it has so many, unknown to me but colorful urdu words that I wish I knew what they meant.
Could you pl give lyrics meanings. I'm starting with posting Darde Disco lyrics with words in bold that I don't understand fully.
http://bollywood-songs.org/hindi-lyrics ... shanti-om/Movie: Om Shanti Om
Director: Farah Khan
Song: dard-e-disco
Music by: Vishal-Shekhar
Lyrics: Javed Akhtar
Singers:Dard-E-Disco / Sukhwinder Singh, Marianne,Nisha, Caralisa
Cast: Shah Rukh Khan, Deepika Pudukone, Uvika
Chaudhary, Kiron Kher, Shreyas Talpade
wo haseena wo neelampari
kar gayi kaisi jaadugari
neend in aankhon se cheen li hai
dil mein bechainiyaan hai bhari
main bechara, hun awara
bolo samjhaaun main ye ab kis kisko
dil mein mere hai dard-e-disco
dard-e-disco, dard-e-disco
dil mein mere hai dard-e-disco
dard-e-disco, dard-e-disco
ho…
faslein
gul thi( Flower)
gulposhiyon ka mausam tha( wearing flowers)
humpar kabhi
sargoshiyon ka mausaum tha(whisperings)
kaisa
junoon( craziness)
khwaabon ki
anjuman mein tha( Party/meeting)
kya main kahoon
kya mere
baagpan mein tha( good looks/handsomness)
ranjish chala tha( grief/ hard feelings)
fuwaaraa( fountain)
toota jo khwaab ka
gubaaraa
to firta hun main
London, Paris, New York, LA, San Fransisco
dil mein mere hai dard-e-disco
dard-e-disco, dard-e-disco
dil mein mere hai dard-e-disco
dard-e-disco, dard-e-disco
lamha lamha armaano ki farmaayish thi
lamha lamha jurrat ki aazmaayish thi
abr-e-karam ghir ghir ke mujhpe tarsa tha( roaring thick clouds of blessings)
abr-e-karam barsa to tab mein tarsa tha
fir soona hua
manzar mera (scene)
woh mera sanam
dilbar mera
dil tod gaya
mujhe chhodd gaya
wo pichle mahine ki chabbis ko
dil mein mere hai dard-e-disco
dard-e-disco, dard-e-disco
dil mein mere hai dard-e-disco
dard-e-disco, dard-e-disco
wo haseena wo neelampari
kar gayi kaisi jaadugari
neend in aankhon se cheen li hai
dil mein bechainiyaan hai bhari
main bechara, hun awara
bolo samjhaaun main ye ab kis kisko
dil mein mere hai dard-e-disco
dard-e-disco, dard-e-disco
dil mein mere hai dard-e-disco
dard-e-disco, dard-e-disco